Categories
Sonam' Sms Collection - Page 7
Main Lafzon Me Kuch Bhi Izhaar Nahi Karti,
Iska Matlab Yeh Nahi Ki, Main Tujhe pyar Nahi Karti..
Chahti Hu Main Tujhe Aaj Bhi Par,
Teri Soch Mein Apna Waqt Bekar Nahi Karti..
Tmasha Na Ban Jaye Kahi Mahobbat Meri,
Isiliye Apne Dard Ko Namudaar Nahi Karti..
Jo Kuch Mila Hai Usi Me Khush Hu Main,
Tere Liye Bhagwan Se Taqraar Nahi Karti..
Par Kuch To Baat Hai Teri Fitrat Me Ae Zalim,
Warna Main Tujhe Chahne Ki Khataa Bar-Bar Nahi Karti..
Main Lafzon Me Kuch Bhi Izhaar Nahi Karti,
Iska Matlab Yeh Nahi Ki, Main Tujhe Pyar Nahi Karti...!!
wo kisi or ki khatir hume bhool gaye to koi baat nahi,
yarro
kabhi hum bhi bhool gye they saara zamana unki khatir....
"Hum to Ro bhi ni sakte uski Yaad mein ...
Usne ek baar kaha tha
..."Meri Jaan nikal jayegi, Tera aansu girne se pahle...3
Usne akhri mulaqat krke,
meri zindgi ki raat kardi..!
Abhi thik se usko jana bhi nahi tha,
ki usne jane ki baat kardi..!
Jise naaz tha gurbat pe meri,
Usne shaan paiso ki dikha kr,
zahir meri aukaat kardi..!
Jiske lahjey me sirf hum tum hua karte the..
Aaj usne sharminda mujhe,
puch kar meri jaat kardi..!
Jiski chahat me maine zamana chhoda,
"aaj usne mujhe chhod kar,
wahi siyasat mere sath kardi..!!"
Chahat Hai Agar Aake Mujhase Mil
Jaa Tu
Yaa Phir Aaisa Kar, Dharti Se Mila
De Mujhko
Tu He Re, Tu He Re Tere Bina Main
Kaise Jiyu
Aajaa Re, Aajaa Re, Yu He Tadpa Na
Tu Mujhko
Bada Ajeeb Sa Zehar Tha Uski Yaadon Mein
Saari Umar GuZar Gayi Mujhe Marte Marte........!!
Ek mulaqat karo humse Inayat samajh kar...
Har cheez ka hisab dnge Qyamat samaj kar...
Meri mohabbat pe Kabi shak na karna...
Hum mohabbat bhi karte hai Ibadat Samaj kar...
Lead your life similar to a dictionary ..!
Providing meaning to only those who refer you ...!!!.
Ek Ajnabi Hai Magar, Rooh Shanas Lagta Hai...
Meri Tarha Mujhe Wo Bhi Udaas Lagta Hai...
Karoon Talash Toh Ho Shaq Wajood Par Uske...
Jo Aankhein Band Karoon To Aas Paas Lagta Hai...
मेरे बाद किधर जाएगी तन्हाई
मैं जो मरा तो मर जाएगी तन्हाई
मैं जब रो रो के दरिया बन जाऊँगा
उस दिन पार उतर जाएगी तन्हाई
तन्हाई को घर से रुख़्सत कर तो दो
सोचो किस के घर जाएगी तन्हाई
वीराना हूँ आबादी से आया हूँ
देखेगी तो डर जाएगी तन्हाई
यूँ आओ कि पावों की भी आवाज़ न हो
शोर हुआ तो मर जाएगी तन्हाई